
परयो ज़ोर विपरीत रति, सूरत करत रंधीर
बाजत कटि की किंकड़ी, मौन रहत मंजीर ।
दरवाजे
पर खड़ी सखी भी यह जान गई है की घर के अंदर विपरीत रति क्रीड़ा चल रही है,
क्योंकि कमर की करधनी तो बज रही है, लेकिन पायल की कोई आवाज़ नहीं आ रही है ।
paryo zor vipreet rati,surat karat randhir.
baajat kati ki kinkadi,maun rahat manjeer.. Kaviwar Bihari…
Darwaaze par khadi sakhi bhi yeh jaan gayi hai ki ghar ke andar vipreet rati kreeda chal rahi hai, kyonki kamar ki kardhanee to baj rahi hai magar paaon ki paayal se koi aawaz nahi aa rahi hai.
~ Bihari ke dohe
Mar 18, 2012| e-kavya.blogspot.com
Submitted by: Ashok Singh
No comments:
Post a Comment