ये आलम शौक़ का देखा न जाए
वो बुत है या ख़ुदा देखा न जाए
ye ālam shauq kā dekhā na jāye
vo but hai yā Khudā dekhā na jāye
ये किन नज़रों से तूने आज देखा
कि तेरा देखना देखा न जाए
ye kin nazron se tune aaj dekhā
ki terā dekhnā dekhā na jāye
हमेशा के लिए मुझसे बिछड़ जा
ये मंज़र बारहा देखा न जाए
hameshā ke liye mujhse bichhad jā
ye manzar bār-hā dekhā na jāye
ये मेरे साथ कैसी रौशनी है
कि मुझसे रास्ता देखा न जाए
ye mere sāth kaisi roshni hai
ki mujhse rāstā dekhā na jāye
आलम – हालत, being, sorrow
शौक़ – desire, yearning
बुत – beau idéal, beloved, idol
बारहा – बार-बार, often
~ अहमद फ़राज़
Jan 23, 2012| e-kavya.blogspot.com
Submitted by: Ashok Singh
वो बुत है या ख़ुदा देखा न जाए
ye ālam shauq kā dekhā na jāye
vo but hai yā Khudā dekhā na jāye
ये किन नज़रों से तूने आज देखा
कि तेरा देखना देखा न जाए
ye kin nazron se tune aaj dekhā
ki terā dekhnā dekhā na jāye
हमेशा के लिए मुझसे बिछड़ जा
ये मंज़र बारहा देखा न जाए
hameshā ke liye mujhse bichhad jā
ye manzar bār-hā dekhā na jāye
ये मेरे साथ कैसी रौशनी है
कि मुझसे रास्ता देखा न जाए
ye mere sāth kaisi roshni hai
ki mujhse rāstā dekhā na jāye
आलम – हालत, being, sorrow
शौक़ – desire, yearning
बुत – beau idéal, beloved, idol
बारहा – बार-बार, often
~ अहमद फ़राज़
Jan 23, 2012| e-kavya.blogspot.com
Submitted by: Ashok Singh
No comments:
Post a Comment